4/5/09

wo ruthe is kader ki manayaa na gaya

wo ruthe is kader ki manayaa na gaya
door itne huye ki bulaya na gayaa
dil to dil tha samander ka sahil nahi
likh diyaa naam to fir mitaya na gayaa........

Hasna hamara kisi ko gawara nahin hota,
Har musafir jindagi ka sahara nahin hota,
Milte he bahut log is tanha jindagi mein,
Par koi dost tumsa pyara nahin hota ..........

No comments: