Bas ek lamhe ka zhagda tha,
daro diwar par aise chamake se giri aawaz
jaise kanch girta hai.
har ek sai me gai udti hoyee jalti hoi garje
nazar main, baat main, laheje main, soc aur saans ke andar.
lahu hona tha ek rishte ka so wo ho gaya usdin.
usi aawaz ke tukde utha kar farsh se woh shabd,
Kisii ne kaat li nabze,
naki aawaz tak kuch bhi.
huh.. ki koyee jaag na jaaye..
bas.. ek lamhe ka zhagda tha.
----Gulzar---
4/10/09
4/5/09
wo ruthe is kader ki manayaa na gaya
wo ruthe is kader ki manayaa na gaya
door itne huye ki bulaya na gayaa
dil to dil tha samander ka sahil nahi
likh diyaa naam to fir mitaya na gayaa........
Hasna hamara kisi ko gawara nahin hota,
Har musafir jindagi ka sahara nahin hota,
Milte he bahut log is tanha jindagi mein,
Par koi dost tumsa pyara nahin hota ..........

Subscribe to:
Comments (Atom)