2/16/07

moosam mohabbat ka

mosam mohabbat kaa
bas itanaa saa fasaanaa hai,
kaagaz ik haveil hai
aur baarish kaa zamaanaa hai,

kyaa shart-ye-mohabbat
ky shart-ye-zamaan hai,
aavaaz i bh zakhim hai
aur giit i bh gaanaa hai,

us paar utarane ki
ummiid bhi bahut kam hai,
kasti bhi purani hai
aur toofan ko bhi aan hai,

samajhe yaa n samajhe vo
andaaz mohabbat kaa,
yek shaks ko aankho se
dil kaa saaraa haal sunaanaa hai,

bholi si adaa
phir koi ishk ki zid pe hai
fir aag k dariy hai
aur doob ke jaanaa hai......... .

1 comment:

उन्मुक्त said...

कवितायें तो बढ़िया हैं।